| Na woh inkaar karti hai
Na woh ikraar karti hai
KAMBAKHT mere hi sapno mein aakar
Mere dost se pyaar karti hai.
Jab Jab gire Baadal, Teri Yaad aayi
Jhoom ke barsa Saawan, Teri Yaad aayi
Bheega main,lekin phir bhi teri Yaad aayi
Kyon na aaye teri yaad? Tune jo chatri ab tak nahi lautai...
Jab Nikala Mera Janaazaa To ek baat yaad aa gayi
Saamne Tha MAIKHAANAA aur sharaab yaad aa gayi..!!
Ke yaaro rakh lo do char botalein,
kabra mein baith ke piya karenge,
Jab Khuda Maangega Umar ka hisaab,
Use Bhi jaam bhar bhar ke diya karenge...!!!
Bolaa dukaan-daar, ke kyaa chahiye tumhain
Jo bhii kaho ge merii dukaan per wo paoge
maine kahaa ke kutte ke khaane kaa cake hai
bolaa yahiin pe khaaoge yaa leke jaaoge!!!!:?
Unki gali ke chakkar kaat kaat kar,
Kutte bhi hamare yaar ho gaye,
Wo to hamare ho na sake,
Hum kutton ke sardar ho gaye...
A sardar went to a party with his family.
He introduces his family to a friend :
main sardar, yeh sardarnee,
yeh mera kid aur yeh kidney. |